Sawaar Loon Lyrics
Song Name | Sawaar Loon |
Singer(s) | Monali Thakur |
Lyricist(s) | Amitabh Bhattacharya |
Music(s) | Amit Trivedi |
Featuring Stars | Ranveer Singh, Sonakshi Sinha |
Movie | Lootera |
Music Label | T-Series |
==========================================================================================================
Sawaar Loon Lyrics in English
Hawa ke jhonke aaj
Mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo
Bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj
Zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun naa
Main bhi dil ka haal zara
Sanwaar loon haaye sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon
Hawa ke jhonke aaj
Mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo
Bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj
Zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun naa
Main bhi dil ka haal zara
Sanwaar loon haaye sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon
Baramade puraane
Hain nayi si dhoop hai
Jo palke khatkhata
Raha hai kiska roop hai
Shararatein kare
Jo aise bhoolke hijab
Kaise usko naam se
Main pukar loon
Sawaar loon sawaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon
Yeh saari koyalein
Bani hain aaj daakiyan
Kuhu kuhu mein
Chitthiyan padhe mazakiyaan
Yeh saari koyalein bani
Hain aaj daakiyan
Kuhu kuhu mein chitthiyan
Padhe mazakiyaan
Inhe kaho ki naa chhupaaye
Kisne hai likha bataaye
Uski aaj main nazar utaar loon
Sawaar loon haaye sawaar loon
Sawaar loon sawaar loon!
Hawa ke jhonke aaj
Mausamon se rooth gaye
Gulon ki shokhiyaan jo
Bhanwre aake loot gaye
Badal rahi hai aaj
Zindagi ki chaal zara
Issi bahaane kyun naa
Main bhi dil ka haal zara.
***********************************************************************************
Sawaar Loon Lyrics in Hindi
हवा के झोंके आज
मौसमों से रूठ गए
गुलों की शोखियाँ जो
भँवरे आके लूट गए
बदल रही है आज
ज़िन्दगी की चाल ज़रा
इसी बहाने क्यों ना
मैं भी दिल का हाल ज़रा
संवार लूं हाय सवार लूँ
सवार लूँ हाय सवार लूँ
हवा के झोंके आज
मौसमों से रूठ गए
गुलों की शोखियाँ जो
भँवरे आके लूट गए
बदल रही है आज
ज़िन्दगी की चाल ज़रा
इसी बहाने क्यों ना
मैं भी दिल का हाल ज़रा
संवार लूं हाय सवार लूँ
सवार लूँ हाय सवार लूँ
बरामदे पुराने
हैं नयी सी धूप है
जो पलके खटखटा
रहा है किसका रूप है
शरारतें करे
जो ऐसे भूलके हिजाब
कैसे उसको नाम से
मैं पुकार लूँ
सवार लूँ सवार लूँ
सवार लूँ हाय सवार लूँ
यह साड़ी कोयलें
बनी हैं आज डाकियाँ
कुहू कुहू में
चिट्ठियां पढ़े मज़ाकियाँ
यह साड़ी कोयलें बानी
हैं आज डाकियाँ
कुहू कुहू में चिट्ठियां
पढ़े मज़ाकियाँ
इन्हे कहो की ना छुपाये
किसने है लिखा बताये
उसकी आज मैं नज़र उतार लूँ
सवार लूँ हाय सवार लूँ
सवार लूँ सवार लूँ!
हवा के झोंके आज
मौसमों से रूठ गए
गुलों की शोखियाँ जो
भँवरे आके लूट गए
बदल रही है आज
ज़िन्दगी की चाल ज़रा
इसी बहाने क्यों ना
मैं भी दिल का हाल ज़रा.
***********************************************************************************
0 Comments