Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Lyrics in Hindi / English

Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Lyrics

Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Lyrics
Song NameMeri Maa Ke Barabar Koi Nahi
Singer(s)Payal Dev, Jubin Nautiyal
Lyricist(s)Manoj Muntashir
Music(s)Payal Dev
Music LabelT-Series

 ==========================================================================================================

Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Lyrics in English

Uncha Hai Bhawan Uncha Mandir
Unchi Hai Shaan Maiya Teri
Charno Mein Jhuke Baadal Bhi Tere
Parvat Pe Lage Shaiya Teri

Hey Kaalratri Hey Kalyani
Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Teri Mamta Se Jo Gehra Ho
Aisa Toh Saagar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Jaise Dhara Aur Nadiyan
Jaise Phool Aur Bagiya
Mere Itne Zyada Paas Hai Tu

Jab Na Hoga Tera Aanchal
Naina Mere Honge Jal-Thal
Jayenge Kahan Phir Mere Aansu

Dukh Door Hua Mera Saara
Andhiyaron Mein Chamka Taara
Naam Tera Jab Bhi Pukaara

Sooraj Bhi Yahan Hai Chanda Bhi
Tere Jaisa Ujagar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Hey Kaalratri Hey Kalyani
Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Tere Mandiron Mein Maayi
Maine Jot Kya Jalayi
Ho Gaya Mere Ghar Mein Ujala

Kya Bataun Teri Maya
Jab Kabhi Main Ladkhadaya
Tune 10 Bhujaon Se Sambhala

Khill Jaati Hai Sukhi Dali
Bhar Jaati Hai Jholi Khali
Teri Hi Mehar Hai Mehrawali

Mamta Se Teri Badhke Maiya
Meri To Dharohar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Hey Kaalratri Hey Kalyani
Tera Jod Dhara Par Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Teri Mamta Se Jo Gehra Ho
Aisa Toh Sagar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi
Meri Maa Ke Barabar Koyi Nahi

Maa Meri Maa
Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi

***********************************************************************************

Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi Lyrics in Hindi

उँचा है भवन उँचा मंदिर
उँची है शान मैया तेरी
चर्नो में झुके बादल भी तेरे
पर्वत पे लगे शैया तेरी

हे कालरात्रि हे कल्याणी
तेरा जोड़ धारा पर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

तेरी ममता से जो गहरा हो
ऐसा तो सागर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

जैसे धारा और नदियाँ
जैसे फूल और बगिया
मेरे इतने ज़्यादा पास है तू

जब ना होगा तेरा आँचल
नैना मेरे होंगे जल-तल
जाएँगे कहाँ फिर मेरे आँसू

दुख डोर हुआ मेरा सारा
आँधियारों में चमका तारा
नाम तेरा जब भी पुकारा

सूरज भी यहाँ है चंदा भी
तेरे जैसा उजागर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

हे कालरात्रि हे कल्याणी
तेरा जोड़ धारा पर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

तेरे मंदिरों में मांई
मैने जोत क्या जलाई
हो गया मेरे घर में उजाला

क्या बतौन तेरी मांया
जब कभी मैं लड़खदाया
तूने 10 भुजाओं से संभाला

खिल्ल जाती है सुखी डाली
भर जाती है झोली खाली
तेरी ही मेहर है मेहरावाली

ममता से तेरी बढ़के मैया
मेरी तो धरोहर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

हे कालरात्रि हे कल्याणी
तेरा जोड़ धारा पर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

तेरी ममता से जो गहरा हो
ऐसा तो सागर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

मेरी मां के बराबर कोई नही
मेरी मां के बराबर कोई नही

मां मेरी मां
मेरी मां के बराबर कोई नही

***********************************************************************************

Summary

Song Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi, sung by Payal Dev, Jubin Nautiyal, lyrics written by Manoj Muntashir, and music given by Payal Dev.
***********************************************************************************

Lilyrics FAQs & Info's

Q. Who sang "Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi" song?
A. The song "Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi" is sung by "Payal Dev, Jubin Nautiyal".

Q. Who wrote the lyrics of the "Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi" song?
A. "Manoj Muntashir" has written the lyrics for the song.

Q. Who was given the music of the "Meri Maa Ke Barabar Koi Nahi" song?
A. "Payal Dev" composed the music for the song.

Post a Comment

0 Comments