Waqt Ki Baatein Lyrics in Hindi
Song Name | Waqt Ki Baatein Song |
Singer(s) | Gaurav Tiwari |
Lyricist(s) | Gaurav Tiwari |
Music Label | Dream Note Official |
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Waqt Ki Baatein Lyrics
Maana dil dara dara hai
Toota ye zara zara hai
Dil ke is bawandar ko
Theher jane doo
Honth ye zara sile hai
Khamoshi ke silsile hai
Raat thodi gehri hai
Sehar aane doo
To kya hua jo toota
Aaj sapna ye tera,
To kya hua jo aaj
Koi itna na mila
Kabhi to pura hoga
Ye chahaton ka ghar
Kbhi to mil hi jayega
Tujhko humsafar
Tujhme na kami koi hai
Bas tera ye din bura hai
Waqt ki baatein hai
Ise gujar jane doo
To kya hua jo badla wo
Jo kehta tha yahi
Badal bhi jaye duniya
Main rahunga bas wahi
Magar jaha jarurt thi Wo raha nahi
sath ka to chhodo khayal tak nahi
Jane do jo ja chuka hai
Kon kab kaha ruka hai
Baat ye fizool hai
Inhe bhool jane doo
Andhero mein hi rahne ke faisle kiye
Toh raushni mein aake ye man kahan lage?
Hai itni baar toota yakeen apno se
Toh aitbaar kispe nazar ye phir kare
Tu mushkurana chahe toh darne lagta hai
Kahin nazar teri hi khushi ko na lage
Kisi pe aana chahein toh kaise aaye dil
Ye phir se tootne ke khayal se dare, dare, dare
More songs for you:Kuch Rang Pyar Ke Aise Bhi Lyrics Lehanga Lyrics Saiyaan Lyrics Bijlee Bijlee Lyrics
***********************************************************************************
Waqt Ki Baatein Lyrics in Hindi
माना दिल डरा डरा है
टूटा ये ज़रा ज़रा है
दिल के इस बवंडर को
ठहर जाने दो
होंठ ये ज़रा सिले हैं
ख़ामोशी के सिलसिले हैं
रात थोड़ी गहरी है सहर आने दो
तो क्या हुआ जो टूटा आज सपना ये तेरा
तो क्या हुआ जो आज कोई अपना ना मिला
कभी तो पूरा होगा ये चाहतों का घर
कभी तो मिल ही जायेगा तुझको हमसफ़र
तुझमे ना कमी कोई है
बस तेरा ये दिन बुरा है
वक़्त की ये बातें हैं इसे गुज़र जाने दो
तो क्या हुआ जो बदला वो जो कहता था यही
बदल भी जाए दुनिया मैं रहूंगा बस वही
मगर जहाँ ज़रूरत थी वो रहा नहीं
साथ का तो छोड़ो खयाल तक नही
जाने दो जो जा चुका है
कौन कब कहाँ रूका है
बात ये फिज़ूल है इन्हें भूल जाने दो
अंधेरों में ही रहने के फ़ैसले किये
तो रोशनी में आके ये मन कहाँ लगे
है इतनी बार टूटा यकीन अपनों से
तो एतबार किसपे नज़र ये फिर करे
तू मुस्कुराना चाहे तो डरने लगता है
कहीं नज़र तेरी ही ख़ुशी को ना लगे
किसी पे आना चाहे तो कैसे आए दिल
ये फिर से टूटने के खयाल से डरे, डरे, डरे
***********************************************************************************
0 Comments