Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi - Padosan

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi | Kishore Kumar Lyrics

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi| Kishore Kumar Lyrics

Song Name Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics
Singer(s) Kishore Kumar
Lyricist(s) Rajendra Krishan
Music(s) R. D. Burman
Featuring Stars Sunil Dutt, Saira Banu & Kishore Kumar
Movie Padosan
Music Label Rajshri

 ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics

Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai


Jis roz se dekha hai usko
Ham shamaa jalaana bhool gaye
Dil thaam ke aise baithe hain
Kahin aana jaana bhool gaye
Ab aath pahar in aankhon mein
Vo chanchal mukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai


Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Barsaat bhi aakar chali gayi
Baadal bhi garaj kar baras gaye
Par uski ek jhalak ko ham
Ai husn ke maalik taras gaye
Kab pyaas bujhegi aankhon ki
Din raat ye dukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai
Afsos ye hai ke vo hamse
Kuchh ukhda ukhda rehta hai
Mere saamne waali khidki mein
Ek chaand ka tukda rehta hai.

******************************************************************

Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi

मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

जिस रोज़ से देखा है उसको
हम शमा जलाना भूल गए
दिल थाम के ऐसे बैठे हैं
कहीं आना जाना भूल गए
अब आठ पहर इन आँखों में
वो चंचल मुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है

बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए
बरसात भी आकर चली गयी
बादल भी गरज कर बरस गए
पर उसकी एक झलक को हम
ऐ हुस्न के मालिक तरस गए
कब प्यास बुझेगी आँखों की
दिन रात ये दुखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है
अफ़सोस ये है के वो हमसे
कुछ उखड़ा उखड़ा रहता है
मेरे सामने वाली खिड़की में
एक चाँद का टुकड़ा रहता है.


YouTube Video


Song Mere Samne Wali Khidki Mein Lyrics in Hindi, from the movie Padosan, sung by Kishore Kumar, lyrics were written by Rajendra Krishan, music given by R. D. Burman, featuring Sunil Dutt, Saira Banu & Kishore Kumar.

Post a Comment

0 Comments